बच्चे भाग कर शादी न करें, उन्हें दें नैतिक शिक्षा: कोर्ट

|एमटी रिपोर्टर|06 नवंबर 2013|
दिल्ली की एक अदालत ने एक मुक़दमे के फैसले के दौरान कहा कि यदि अभिभावक चाहते हैं कि उनके बच्चे भागकर शादी न करें तो उन्हें नैतिक मूल्यों की शिक्षा दें. मुकदमा बिहार के एक लड़के से जुड़ा था जिसमें लड़की ने उसपर अपहरण और रेप का आरोप लगाया था. न्यायालय ने पाया कि मुकदमा झूठा था और लड़के को नाहक ही जेल काटना पड़ा था.
      इसे दौरान न्यायालय के अतिरिक्त सत्र न्यायाधीश वीरेंद्र भट्ट ने टिप्पणी की कि आज जब मोबाइल, इंटरनेट, केबल टीवी आदि ने हमारे गारों के अंदर धावा बोल दिया है तो माता-पिता पर बच्चों को नैतिक मूल्य सिखाने की बड़ी जिम्मेदारी आ गई है. उन्हें समझाएं कि आकर्षक दिखने वाली हर चीज अच्छी नहीं होती है. वे हमेशा अच्छे के साथ बने रहें.
      न्यायालय की टिप्पणी चर्चा में आई तो आधुनिकता और नैतिक मूल्यों पर पूरे देश में एक बहस छिड़ गई. मधेपुरा टाइम्स ने इस मुद्दे पर फेसबुक के जरिये अपने पाठकों से प्रतिक्रिया मांगी. हमें इस बात की खुशी है कि मधेपुरा टाइम्स के पाठक इन दिनों किसी बहस में बढ़ चढ़ कर हिस्सा ले रहे हैं जो एक स्वस्थ लोकतंत्र कीई पहचान है. हम अपने पाठकों की टिप्पणी हूबहू आपके सामने रख रहे हैं.
·  Mithilesh Kumar ek dm sir ajkl parents ko paise kamane se time h nhi milta h ki wo baccho ko dhyan de madhepura me h kai udaharan h sir aur aj ke bacche to puchiye mt
Baba Dinesh aaj bhi hmare samajh me bacchon ko bhag kr shadi krna ek samajik burai mana jata h bacchon ko bhi naitikta ka dhyan ewam paschimi sabhyataon se dur rehna chahiye

Kunal Krishna dusro ko sikchha dene se fursat mile tab na koi apne bachcho ko sikchha dega.
Mithilesh Kumar bhag kr shadi kyo kre bacche padhai likhai chor kr ladkiyo ke peeche pde rhte h kyo isme parents ki glti nhi h ki wo apne baccho ka dhyan rkhe ki lha jata h kya krta h

Nitish Swarup parents jo bhi krte h apne bachho ke liye hi krte h..bt ye bat bachho ko samajh me ni aati h,, bachho ko sahi direction ke sath prestige ke bare me samjhane ki kosis krni chahiye,,,
Anjani Anand aaj kal ke murkh & aadhe adhoore padhe likhe bachhe hi isme fanste hai aur apna jivan kharab hi nhi barbaad kar lete hai...aur poore parivar ka naak kata deta hain... ye poora naitikta ka hi to patan hai..aur unke parents ka responsibility hain ki unke bachhe ko acche enviroment me rakhe aur acha sanskr de....
Pallavi Bhardwaj हाँ भाग कर शादी करना नैतिकता का ही पतन ही तो है पर इसमे माता पिता की कोई गलती नही है.
 
Mithilesh Kumar kaisr nhi h pallavi ji baccho ko naitik shikha kon dega
Deepak Kumar Deepansu Humare shashtro me 16 tarah vivah-sanskaro ka varnan milta hai. Jisme se ek yah bhi hai.
Ab ye kahna ki prem-vivah ya bhag kar shadi karna pashchimikaran ki den hai, atishyokti hogi. ya fir ye kahna ki ye naitikta ka patan hai, to hume humari puratan sanskriti par garv na hota.
Yaha par aare aata hai logo ka abhiman, swarth, jatiwad aadi.

Pallavi Bhardwaj dipak jj 16 sankar me vivah sanskar aata h prem vivah nai 
Deepak Kumar Deepansu Pallavi ji, maine 16 tarah ke vivah-sanskaro ki baat ki hai...
Pallavi Bhardwaj mata pita kvi apne bachon ko galat sanskar nai dete 
Arjun Yadav bhagne wale kisi ki sunte kaha, han baad m jrur aakar rote h. parents hr apne bchhe ka achha sochte h but ye baat aaj ke pidhi ko samajh kaha aate h, aur jyadatar bhag kar shadi krne wale unmatchyor hote h, ek bachpana harkat...........
Pallavi Bhardwaj wo pta h mujhe 

Arjun Yadav mene aapko nhi bola...... achi baat h apko pta h plz use bhi btaye jise ye pta nhi h
Anjani Anand jyadatar ye kam padhe likhe aur nasamajh bachhe ye kaam karte hai...... Aap data v check karte hain..... Aur ye baad me jaroor rote. Hain.....
Deepak Kumar Deepansu ye natural hota hai pallavi. Sanskar ko isme tolna nadani hogi.
Pallavi Bhardwaj wo to apne tola h na sir 
Deepak Kumar Deepansu don't confuse in SANSKAR and VIVAH-SANSKAR. mera kahne ka matlab ye natural hota hai. Maa-baap ke diye sanskar se nahi tola ja sakta.
Aur maine kya tola hai

Pallavi Bhardwaj arjun sir maine dipak ji ko bola tha apko nai
Arjun Yadav चलो BJP मोदी को नहीं लाते हैं.....| कोई और विकल्प बताते है.....|| चलो नेहरु को ले आते हैं, एक और पाकिस्तान बनाते हैं.....|...See More
Pallavi Bhardwaj dipak sr ap sahi ho mai der se smjhi apki bat ka mtlb

Vinit Vijay aap log sirf ek mudde ke piche bhagte hai...akhir parents ki bhi to galti hoti hai wo log aisa environment q bana kr rakhte hai jisme uske bacche unsecure feel krte hai....!!


Vinit Vijay parents ko chaiye ki wo apne bacche ke sath us tarah ki communication bna kr rakhe ki wo apne dil ki bat keh sake..apni feelings share kr sake.....
Sunil Kumar isme mata pita ka koi galti nai hai,
koi v mata pita apne baccho ko galat sanskar nai dete..
galti hamare soch aur calture mai ho gyi hai,
jo din pe din girti jaa rehi hai,hum log apni calture chorkar pashmi culture apna rahe hai...



Rachna Rani i thnk.....bche nadani me ye kar lete h...samjhdar hne ke baad unhe khd apne galti ka ehsas hga.....bt we shuld always try to maintain our culture.....

Vinit Vijay samay ke sath chalna chaiye aur aaj ka jaisa mahol hai usme ye sb sochna ki ye sb western culture hai ye hai wo hai in sb se kuch nhi hone wala ...haan aap baccho ko wo sikcha dejeye jisme wo apna bura bhala jan sake...koi kadam uthane se pehle apne parents se bat kr sake.

Girish Kumar bache se mitrtapurwak vewaor or ache bure ka ferk batana chaiye.(ghar ka acha mahol bahut maine rakhta hai).

Vinit Vijay agar parents ghar me is tarah ki environment bana kr rakhenge to aise nobat kabhi nhi aayegi...aaj ka jamana wo nhi raha jaisa wo sochte hai.aaj ek taraf goverment unhe samaj me barabar ki hissedari dilana chahti hai samaj me ek dusre ke sath milkr cha...See More

Sanjana Pawar Bilkul galat hai. Apne parents ki marji ke khilaaf kuch bhi karna galat hai. Unhe hamse kaafi ummedein hoti hai. Unke apne kuchchh sapne hote hai. Un sapnon ko todna galat hai.
Arjun Yadav waoooo kya soch h bindas jhakas, ek dam faru@vinit

Kuldev Kumar मेरी राय है:- भागकर शादी उन माँ-बाप के बच्चे करते है जो समझदार नहीं होते और खोखले रीति-रिवाज के अंधेपन में बच्चों के खुशियों की बलि चढ़ाकर अपनी नाक ऊँची करते है। अगर ऐसे माँ-बाप के बच्चे भागकर शादी कर ले तो इसमें कुछ गलत नहीं है।
Vinit Vijay miss pawar mere kehne ka matlb wo nhi tha jo ap samajh rhi hai.mai un parents ke liya keh raha hu jo apni khokli riti riwaj aur apni nak unchi rakhne ke liye aisa sochte hai.

(फेसबुक में लॉगिन होकर आप अन्य टिप्पणी करने वालों का प्रोफाइल भी विजिट कर सकते हैं.)
बच्चे भाग कर शादी न करें, उन्हें दें नैतिक शिक्षा: कोर्ट बच्चे भाग कर शादी न करें, उन्हें दें नैतिक शिक्षा: कोर्ट Reviewed by मधेपुरा टाइम्स on November 06, 2013 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.